DesktopArena.com - Daily Diet For Your Desktop!!! Free Mobile games, themes, ringtones, wallappers, themes, softwares Watch and Dowload High Quality Youtube Videos


 


Free SMS Jokes - Page No. 7

Diwali SMSAi aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya
Ai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi, Dhoom machao, mauz manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai.
Happy Diwal
Send MEkali se phul banane me kitna waqt lagta
kali se phul banane me kitna waqt lagta hai,
lehro ko kinaro se milne me kitna waqt lagta hai
mobile hai to kar do na sms
karne me kitna waqt lagta hai..
Send MEAi, HUDA, Jo log mujhe sms nahi karte
Ai, HUDA, Jo log mujhe sms nahi karte unka mob. kho jaye!
Send MESitam dhane ki ek had hoti hai
Sitam dhane ki ek had hoti hai,ruth jane ki hadh hoti hai..Ek SMS to kar do jalim........paise bachane ki bhi hadh hoti hai
Send MEsms na bheaj k dil tor dea mera
sms na bheaj k dil tor dea mera
ab apne cell ko dafna dena,
agar kafan na mile to,
apna rumaal uraah dena,
agar koi kasoor pooche cell ka
to apni kanjusi bata dena!!!
Send MEOur friendship is expiring
Our friendship is expiring,our love is expiring,if u want to continue our love and friendship then send me a cool sms.
Send MEPapa nay kaha
Papa nay kaha. dOstOn saY miLna chOr dO
MaMa naY kaha.. ghaR saY niKalna chOr dO
Friendz nay kaha.. usse deKhna chOr dO
Us nay kaha.. mUghe chaHna chOr dO
par tUm saY Ya kiS naY kaha
......mUjhaY SmS keRna hi chOr dO!!
Send MEAllah ke naam pe
Allah ke naam pe,
maula ke naam pe,
Tere biwi bacchon ke naam pe,
Koi mere is msg parne wale dost ko paise dedo,
yeh mujhe msg nahi karta
Send MEMere mobile ka accident ho gaya hai
Mere mobile ka accident ho gaya hai,
aur Dr ne kaha hai ki khoob sare SMS ki botle charani paregi,
so Please donate SMS, its URGENT....
Send MEKya kar rahe ho?
Kya kar rahe ho?
Busy ho?
Kitne busy ho?
Thode ho? ki
bahut ho?
Agar thoda ho to
sms kyo nahi karte ho? aur
agar zyada ho to,
sms kyo padh rahe ho??
Send MEKya leke aye they
Kya leke aye they,
Kya lekar jaoge,
Mujhe SMS na karke,
Zalim kitne Paise Bachaoge!
Send MESham se aankh may nami c hai
Sham se aankh may nami c hai,aj phir ap ki kami c hai,koi sms kero k saans chaley,kuch der se nabz thami c hai:-)
Send MESMOKE EVERYDAY
SMOKE EVERYDAY
S-SEND
M-ME
O-ONE
K-KOOL SMS
E-EVERYDAY
so be cool and smoke everydy
Send MEKs qadar hamari DOSTI ka imtehaan na
Ks qadar hamari DOSTI ka imtehaan na lijye......Kioo khafa ho yeh bayaan tou kijye......Kar dejye maaf agar ho gaii ho ghaltii......U sms na kar k hum ko saza mat dejye
Send MEZindagi behaal hai sur hai na taal hai
Zindagi behaal hai sur hai na taal hai, kya aap ki sms factory mein hardtaal hai? kuch sms toh bhejo yaar meri mobile ki zindagi ka sawaal hai!

 




 


© Copyright 2005-2008